10 Top Game Booster Android ke Liye


10 Top Game Booster Android Mobile Ke Liye *



JAb aap apne Work Ghar office ya padhai khatam 
Kar ke baidhne ke baad apne free time me
Android Game khelne ka man karta hai or kabhi
Kabhi to hame sabse jiyaada game jo pasand hoti hi..
Wo Game hmare mobile me support nhi karta..jiska karan hai..
Mobile ka RAM kam hone ke karan sabhi game support nhi karta.
Or kabbi slow chalta hai..or mobile bhi haink ho jata hai.
Agar aapka Ram kam hai or apne pasand ke game nhi khel paate..
To ab ye problem ka Tord Hamare pass hai..
Is post me aap jaanye is problem ka hal. 

AApko mai best game booster ke baare me batauna..
Jise aap Google Play store se Install kar ke game ka maza 
Le sakte hai..

Top 10 Game booter niche padhe

1. Wise Game Booter

Wise Game Booster ek free gameup speed booster Tool hai.waise ye app android ke alwa laptop or PC me Windows XP/7/8/10 ke 32 bit or 64 bit dono me use kar sakte hai .Ye apps Vista me bhi working hai.

Wise game booster boost PC system setting ko optimized karta hai,irrevlant service ko rokta hai,or system ko kisi ek particular game pe focus karne me help karta hai.Jisye Game ko apke device me run hone me help milti hai.


2.Game Booter 3

Game Booster 3 ek best booster app hai android phone ke liye,Ye one touch tap pe kam karta hai.Ye CPU or RAM ko Top speed deta hai,Jisye apke phone ki performance badh sakti hai.Apka phone rooted ho ya non rooted isye fark nahi parta hai.

3. Dr Booster
Dr booster bhi ek best or popular game booster app hai.Ye apko apke favourite game khelne help karta hai.Ye android device se virus or junk cache ko remove karta hai.or ye whatsapp, facebook,skype ,line ,wechat jaise apps ko optimize karta hai.

4. Game Booster and Launcher

Ye apps apke game ko smoother or faster banata hai.Game booster and launcher se sirf games hi nahi apos ko bhi faster or smoother kar sakte hai.Ye use karne me bhi bahut simple hai,apko sirf us apps ya game ko slect karna hai or uspe tap karte hi aap game ko bahut hi fast play kar sakte hai.Ye apps sabhi faltu apps ko stop karta hai or RAM ko bhi badhata hai.


5. DU Speed Booster

DU Booster App ek best or popular app hai,Jisye aap apne phone ka RAM or device boost kar sakte hai.Ye apke phone ke performance ko bahut adhik increase karta hai.Ye apps game ke sath sath or bhi apos ko boost karta hai.

6.CM Game Booster

CM Game Booster effective or useful game booster app hai .Ye apps automatically game ko boost karta hai or 30 percent tak RAM badhata hai .


7.Swift Game

Swift Gamr battery save karta hai or 60% tak performance increase karta hai.Ye apps phone ke speed ko badhta hai or smoother banata hai Jisye aap apne game ko bina kisi problem ke play kar sakte hai.Ye automatically bhi kaam karta hai.


8.Game Booster PerfomMAX PerformMAX

Ye ek best game booster application me se ek hai.Ye apko game khelte time speed me koi problem nahi ane deta hai.Ye unnecessary apps ko pause kar deta ahi,Jisye apke phone ka RAM increase hota hai.or aap asani se koi bhi game khek sakte hai.

9. Just cleaner

Just cleaner app ek junk cleaner file aap hai.Ye aPPS data booster,game booster,speed booster

No comments: