Phadai karne ka asaan tarika...

Padhayi / Study Kaise kare
Aaj me apko bataunga ki Padhayi / Study Kaise kare, sabse aasan atrike me, Padhai karne ke aise kuch tips me share krunga jisse aapko padhai karna mushkil nahi lagega
. Har student ka ek he prashn rehta he ki padhai kaise kare, exam me acche marks kaise laye, Is tips padh kar aap exam se bilkul nahi darenge.
Aapko pareshani hoti hogi ki aap bohot padhte he, par exam ke vakt sab bhul jate he, uska karan he tension (Tanav). Chaliye jante he kuch important tips to study.
Padhayi / Study Kaise kare
Padhayi ka tarika - Planning
Bohot se log exam ke tin char din pehle apni study start krte he. Ye sabse bura tarika he. Ise padhayi nahi kehte. Jab aapka year ya semester start hota he, tab ussi vakt decide kar le ki, is saal muze mere dosto se acche marks lane he, wo aapka ek decision aapka result badal sakta he. (Padhayi / Study Kaise kare).
Day one se aapko padhayi start karni chahiye. Aur aise nahi ki ek hi din me do tin chapter khatam kar de aur agle char pach din uski practice na kare, Uski bajah, roj thoda thoda study kare.
Jab bhi padhai karte vakt bore hone lage ya fir alas aane lage to aap thode der ke liye relax kar sakte ho. Padhiye Padhai karte vakt Bore Hone Par Kya Kare.
Sabse accha tarika he planning. Jab koi cheej aap plan karte hot oh use pura bhi kare. Jab aap kuch padhayi ke liye plan kar rahe ho toh, jada plan na kare, utna hi syllabus plan kare jitna aap se ho payega. Aur sirf ek hafte ki planning kare. Use pura kare, fir dusre hafte ki planning, use pura kare. Is tarah ek ke subject ki planning kare. Iska fayda ye rahega ki, aapko ecam ke vakt rat rat tak jagna nahi padega, aur, saara syllabus aapne already padha hoga, to aapko sirf revision karni rahegi. (Padhayi / Study Kaise kare).
Man ko ekagra rakhne ke liye jaroori he meditation. Meditation se aap ghanto tak full concentration se padhai kar sakte he. Padhiye Padhai Ke liye Meditation Kaise Kare.
Hame pehale study plan create karana hai. Essse ham hamara padhe ka goals ore padhe ka time create karana hai. study plan create karane se hame bahut fayade hote hai jaise ki ham hamara study achese  organized kar sakate hai ore hame kitane gred mil sakate hai hame pata chal sakata hai.
Mind Set Kare
Padhayi / Study Kaise kare – Jab bhi padhayi karna chahoge, us vakt aapki man ki stithi acchi honi chahiye. Kyon ki jab bhi aap kucch padhoge, us vakt sabse jada aapka man kam karega. Aap kya padh rhe he usko acchi tarah samajne ke liye aapka man shant hona jaroori he. Is liye aapko acchi tarah aapne man ko kabu me lana he, jab aap padhayi ke liye baithenge aapka man dusri taarf nahi bhatkna chahiye. Padhiye kaise aapke man ko kabu me kare – Mediataion se Man ko kabu me kare. Man ki ekagrata sabse important he.  Padhiye Man ko ekagra karne ke liye kya kare.
Padhai karte vakt hamara mind frsh rehna bohot jaroori he. Thaka hua man kabhi kuchh padh nahi sakta. Agar aap thake hue man se padhai kar rahe ho to wo time waste he. Pahiye Man ko kaise bahalaye – Mind Kaise Fresh Rakhe
Padhayi ka Samay
Mai salah dunga ki aapke padhayi ka samay subeh ka rakhe. Kyo ki subah ke samay me aapni Grasping Power jada hoti he. Isliye Jabb bhi aap apni padhayi plan kare to usme subeh kea may ko jada mahatwa de. Agar subeh aap do ghante bhi padhayi karte he, to aap ant me exam me sabse jada marks la sakoge. Rojana 1 se 2 ghante tak ki padhayi bohot jaroori aur mahatwapurn he. (Padhayi / Study Kaise kare).
Skill Badhaye
Sabase pehale hame padhane ko homework nhi smajana chahiye. Student smajate hai padhae ore homework ek hi bat hai . par un dono ka kaam alag alag hai. Hame usko alag alag task me devied karana chahiye. Homework hame gharpe ek padhae karane ka ek tarika hai. homework ka meaning hota ki jo hamane classroom me padha hota he uska ka firase gharpe sdty karma. Esse hamara skill badata hai ore hamari extra padhae hoti hai....
Hamara facebook page bhi like kar sakte hai...
Public Help

No comments: