Facebook Lite Kiya Hai Or Kiya Faida Hai
Facebook Lite officialy 4th June 2015 ko release hua tha.Facebook ko January 2015 me 8 countries Bangladesh, Nepal, Nigeria, South Africa, Sudan, Sri Lanka, Vietnam and Zimbabwe, me test kiya gaya tha.Lekin baad me facebook ne isye officialy sabhi country ke liye launch kar diya.
..
Facebook ka lite version launch karne ke piche maksad tha ki jis country me slow internet hai or jo log facebook app ke sabhi features ka use nahi kar pate hai,facebook lite unhe ek acha experience dega.Jo log village ya slow internet connection use karte hai facebook lite unke liye bahut helpful hoga.
Facebook Lite ka size sirf 1MB hai islye isye kisi bhi mobile me download kiya ja sakta hai.Facebook lite sabhi network connectionme ache se kaam karta hai.Facebook lite application me bhi post status,upload images,videos,news feed ,notification etc jaise features bhi hai.
Facebook Lite ke Features Kya Hai
Facebook Lite ko download or install karna bahut easy hai.
Ye internet data pack ka bahut kam data use karta hai. Facebook App ke sabhi features isme available hai.
Facebook Lite ka size 1MB hai.
Ye internet data pack ka bahut kam data use karta hai. Facebook App ke sabhi features isme available hai.
Facebook Lite ka size 1MB hai.
Facebook Lite App ko Android Mobile me kaise Install kare
Dosto Facebook lite Apk ko install karke aap slow internet me bhi facebook ke main app ke features ka maza le sakte hai.Facebook lite ko google play store pe search karke download or install kar sakte hai...
Hum sabhi jante hai Mobile me apps install karna bahut asan hai.Ye application apne size ki wajah se kuch hi second me download ho jayega.Dosto ab aap free me facebook lite apps download or install karke kam internet data pe facebook ka maza lijye...
Umid karta hu ke aaplogo ko ye post jarur pasand aai hogi agar achi lagi ho to ise apnd facebook, Google+, twitter
Par share jarur kre or Like bhi kare..
Dhaniwaad
Par share jarur kre or Like bhi kare..
Dhaniwaad
No comments:
Post a Comment